Best Sayery

ik wafa ko pane ki koshish mein…
zakhmi hoti hain wafayein kitni kitni...
kitna masoom sa lagta hai lafz
“MOHABBAT”
or is lafz ko nibhane mei milti hain sazayein kitni kitni



Mohhbbat Aur Muqdar Ka Ajeeb Sa   Rishta Hai.......
Mohhbat Jab Bhi Hoti Hai Muqdar Rooth Jata Hai..




A khuda aaj ye faisla karde...

usse mera ya mujay uska karde...

buht dukh sahe hai meine...

koi kushi ab to mere naseeb karde...

jitna door chala gaya hai wo mujse...

usse utna hi mere kareeb karde...

nahi likha agar uska naam mere naam k saath...

to khatem kar ye zindagi aor mujay fana karde.

Photo: Must Read

 A khuda aaj ye faisla karde...

 usse mera ya mujay uska karde...

 buht dukh sahe hai meine...

 koi kushi ab to mere naseeb karde...

 jitna door chala gaya hai wo mujse...

 usse utna hi mere kareeb karde...

 nahi likha agar uska naam mere naam k saath...

 to khatem kar ye zindagi aor mujay fana karde.
"Yeh raat itni tanha kyun hoti hai,
kismat se apni sabko sikayat kyun hoti hai,
Ajeeb khel khelti hai yeh kismat,
Jise hum pah nahi sakte usi se mohabbat kyun hoti hai…

Bewafa bawafa nahi hota
khtm ye silsila ni hota

rat ki kya bat kare
aj kal din m kya nahi hota

rat ki khamosiyo se darte h sb
din m aisa kya majra ni hota

rahi hongi uski b koi majburi
varna yun hi koi bewafa nahi hota.. **
Photo: Bewafa bawafa nahi hota
 khtm ye silsila ni hota

 rat ki kya bat kare
 aj kal din m kya nahi hota

 rat ki khamosiyo se darte h sb
 din m aisa kya majra ni hota

 rahi hongi uski b koi majburi
 varna yun hi koi bewafa nahi hota.. **
Kehte hai 1000 saal pehle ki baat hai,

"HUSN" aur "ISHQ" mein gehri "DOSTI" thi,

Ek raat dono baithe baate kar rahe the
k itne mein "CHAND" nikal aaya,

"ISHQ" ne "CHAND" ki "TAREEF" kar di,

yeh baat "HUSN" ko "NAAGAWAR" guzri
usne gusse mein "ISHQ" ki aankhein "NOCH" li,

Bus ussi din se "ISHQ" "ANDHI"
aur "HUSN" "ZAALIM" ho gaya... **

Ek Dard Tha Kabhi Unki Aankho Me
Mere Bagair,
Ek Aah Thi Unki Jubaan PeKabhi
Mere Bagair,
Ro Dete The Mere Intjaar MeJo Is
Kadar Ki,
Ek Khoyi Si Junoon Thi Zindagi Unki
Kabhi Mere Bagair\


No comments:

Post a Comment